ab toh mohsin jab bhi baahar jaongi car bandh hi milegi likh lo mental jo sar par hai aur abhi march tak ….aaj raste mein bhi bandh kiya mardood muje bar bar boost dena pada…
socha tha feb mein dosri gaadi le loongi problem saaf magar apni qismat mein aazmayesh hi aazmayesh likhi hai rahat sukoon chain aaraam pyar kahan…
broker pe amal kardiya voh bechara contact hi nahin karta mohsin….kya maar daala usko ??
toh kya ab main kisi broker se trading kar hi nahin sakti is pagal psychopath crazy leech chikat jallu hasid pagal soover ki wajase?? jab tak ye meri jaan pe mara hai??