raat meri cup toda

shaytanonse sab kanch hi kanch kitchen mein aur muje barefoot ghumne ki aadat hai….

aur 1wk se bathtub ka tap gharat kiya kitna hi knob ghumao khulta hi nahin hot water…..loose kardiya tap ke knob ko mathimila

super aake deka bola sab theek hai ab main kya bataon tumko yahan kya dhaidwada ho ta hai raat din,..